@rahulsharma maine jo video bheja hai wo dekhiye jo youtuber aapko support karta tha usne bhi ab kah diya ki ab mein nahi kahunga ki Micromax ke smartphone aap kharidiye kyuki aap update dete nahi hai or battery bhi bar bar full jati hai
Aap india ke liye market mein aaye hai to indian customers ki baat suniye or aapka new smartphone bhi nahi aata in note 1 or in series ke 4 se 5 smartphone aaye or uska bhi 6 se 7 mahina ho gaya aap please software update ke dvara sabhi problem thik karva dijiye
please aapke phone ki battery ka kuchh kijiye kitne logo ki battery kharab ho gayi hai or android 11 ka update bhi de dijiye log bahot pareshan hai aapki service se @Micromax__India@rahul
@rahulsharma please help and improve your customer care service your micromax customer care number are switch off your customer care service are not answered
@rahulsharma Please on your customers care number and improve your customer care service i want to talk your customer care executive but that number shows switch off
@asish_10veer@TechSparkyblogs@SwarupAkshat @Arghapravo1 @SubhrajeetRou11 Or sir log tarah tarah ki baat kar rahe hai ki
mmx in note 1 smartphone heat ho raha hai gaming problem nahi hai lekin apps use karne mein problem ho rahi hai or charging ke time pe bahot heating isse hota hai sir please ek video ke dvara mera doubt solve karva dijiye ๐
@asish_10veer@TechSparkyblogs@SwarupAkshat @Arghapravo1 @SubhrajeetRou11 Sir please flipkart ka Christmas sale kab hai or mmx in note 1 ka usme price kya hoga or sir mujhe gaming ke liye nahi sirf general apps use karne hai koi problem nahi hoga na sir me aapki tb family se hoo sir please mujhe bataye ye smartphone achha hai na?
@asish_10veer please sir flipkart ya Amazon me firse kab offers aayenge mujhe mmx in note 1 lena hai or emi option hai ya nahi please mujhe ek video ke dvara mujhe batayega ๐
@VishalY12288694 sir aapka smartphone kaisa chal raha hai koi problem to nahi aa rahi hai na mujhe mmx in note 1 lena hai or mujhe emi system se smartphone purchase kar sakta hoo or please mere is question pe video ke dvara mera doubt clear kijiye ๐please aapka response chahiye