@adityaranjan108@VipinChaud60804 Sir please for students pt. Of view akele akele movement karke sabko pata hai jeet nhi milegi.please unite hoke ladiye jisse student ka bhala ho . please please maine yehi baat Abhinay sir se bhi bola.Galti neetu ma'am ka hai .kamse kam aap Abhinay sir ke sath to khada rahiye.
Aap sidhe sidhe bol dijiye ki hmlog padhe ya nhi nhi to dusre chiz par dhyan denge agar jeena sambhav nhi hoga to jeena tyag denge is bhram me to mat rakhiye.shame on you modi https://t.co/29c5aGNPTk to aap sabka le lete hai .shame on you as a pm of india.
#SSC_System_Sudharo
@PiyushGoyal Hme UNSC me Jana hi kyu hai agar itna hi kabiliyat hai to usse achha institution bharat hi taiyar kar de .ye sab sirf voting politics hai sir hmlog ab bebkuf nhi hai jo aapki baatonme aaye .