@calmdownalif Dard aapke, alfaz mere
Ehsaas aapke, bayaan mere
Qalam hamari, kahaani aapki.
(This is so cheesy ๐ญ, not a shayar jitna socha keh diya !)
@calmdownalif Arz kiya hai...
Ek to garmi itni thi, AC bhi khafa ho gaya,
Allah Allah karke jab woh razi ho gaya,
Humne socha qissa yahin khatam hogaya,
Tabhi Mausam-e-bukhar ne pukaar lagayi, thero main aata hun, aur kaam tamaam hogaya!
(I don't know what has gotten into me ๐ญ)
@calmdownalif Yo little flower! Aapki opening two lines rhyme kar rhi hai, giving 'Arz kiya hai' vibes but then plot twist mein Mausam very pyara hogaya ๐ซช