nta isliye paper cancel nhi kar rha kyunki ye paper mafia agar pakade gye to inke baad itne experience paper leak krne wala giroh inko nhi milega.aur ye paise nahi kama payenge.sara khel paiso ka hai,sab paisa kama rhe hai medical ke paper se.cancel kro paper#NEET_परीक्षा_परिणाम
modi3.0 ka sabse phla kaam hona chahiye neet 2024 ko phir se krwana aur sahi tarike se https://t.co/JQBuuYdNTm ki baat nhi phli baat ki neet cancel ho modi3.0 ke aarambh me #Neet_paper_रद्द_करो#NEET_परीक्षा_परिणाम
2024 ka neet paper neet aspirant ke liye hua hi nhi ,neet is saal nta ke adhikari aur paper mafia log ke liye hua hai,aur grace marks nta ki taraf se paper leak krne wale mafia log ko mila hai,ki aap ka kaam prashanshniy hai aapne paise kama ke diye.#NEET#NEET_परीक्षा_परिणाम
phle paisa kama Lena tha 40lac phir neet dete nahi v padhte tab v jate college.padhne se nhi paise jate hai college ye to khud nta bta rha hai #neet#NEETfraud #NEET_परीक्षा_परिणाम
@ithappensinkota but nta is passed in earning 25 lacs per candidate.neet is not a paper for students it's a paper of nta officials and mafia weather u pass or not in earning 25 lac.and finally they passed the paper congratulations
@GaganPratapMath@narendramodi@PMOIndia agar paper mafia ko roka nhi gya to Inka confidence high hoga aur ye aane wale harek paper ko leak krnege,neet cancel hoti hai to in mafia ke paise dubenge Inka patan hoga,lekin agar nhi hua to ye sarkar aur agency ke dwara lgaya gya sarso ka tel hoga unke rid ki haddi me
bakwash barwad aur besharam agency paper leti hai ,thoda sa v malal nhi ki paper leak hua ,regret naam ki cheez nhi aur wo sirf isliye ki agar cancel Kiya paper to phir ye agency band,paisa band#NEET_परीक्षा_परिणाम #Neet_paper_रद्द_करो#neetntascam
@ravishndtv ravish bhaiya ab ho gya chunav.
thoda neet ka v dekhiye,sarkar me bhaithe log paper leak mafia ko sarso ka tel malish kr rhe hai agar ye neet ka paper cancel nhi hua to ,mafia log confidence me aakar naa jane aur kitne paper leak krnege.ho gya chunav ab bachav kijiye bachho ka
gale me Stethoscope ko lagane ke umeed me students rassi ko gale laga rhe hai,aur aaram se paper leak krke mafia log paisa bna rhe hai, #NEET_परिक्षा_परिणाम#neetntascam#neet
paisa hai to neet ka paper do paisa hai to neet ke paper ko phle lo,paisa hai to doctor bno,mehnat krne se kuch nhi hota is Desh me paise Wale hi yahan sab kuch hai,aur agar garib ho neet ke rhe ho to suicide kro#NEET_परीक्षा_परिणाम