Me BigBoss nahi dekhti because ap isme dekhoge ki jo deserve nahi karta usko jabardsti aage lekar jayenge aur jo acha khel raha hai uske sath ye mind game karenge #Qaji ko jabardsti hero banaya ja raha hai aur bhi log hai jinko bahar wale pasand kar rahe hai #BigBoss20