@falakjavaidkhan Na Main PTI ko support kati hon na PMLN ko magar itna to kahon gi ap Jo batein PMLN k lie bol Rahi hain ye sb batein to hum ne PTI Mai dekhi hain .Nawaz sharif ki zuban se to aisi koi bat NAHI suni na kbi parhi k khawateen ko Kuch bola . Han Khan Sahab ki zuban kia thi wo Suni h