@REAL___HINDUVT Sare kaam SC ST ki bhalayi ke liye kiya hai,Inka jyadatar kaam bekar sabit hua,Note Bandi ,kaladhan wapas lana koi kaam ka nahi, Bhrashtachar pe zero tolerance, Export kam hua Import badha, Education system failure, Chikitsa and health bekar,Swach Bharat failure,.......
PM mahoday,
Ab gahri aatmachintan kijiye ki ab tak apne desh ke liye kya kiya,aisa koun koun sa paap ki Chand mahino ke ander apki chabi itni gir gayi,ye janta apko itna chahti thi ki aap ke kahne par thali,tali sab Baja liya,aur achanak dekho kya ho gaya
@narendramodi
Ye kya kar liya apne Jo janta apka itna samman karti thi aaj charon taraf se galiyan hi galiyan,1 sath Sara scame futkar bahar aa raha hai apki sari nitiyan galat sabit ho rahi hai,ab yahi janta puri BJP ko aise saaf karegi fir 2 sit pe chali jayegi
@narendramodi
@voiceofhindu21 Charon taraf loot hi loot hai bhaiya koi v bibhag Achuta nhi hai bhrashtachar logon ke khun me sama chuka hai,ise khatam karna ab bahut bahut mushkil kaam hai, haan kam kiya ja sakta hai.