@Manish6_singh @Aamir_Shahabadi @PrashantKishor@jansuraajonline Kyon rukenge nhi rukna chahiyea ye bihariyon ki mansikta dikhata hai prashant ko ek seat nhi diya bihariyon ko khud ke upar ghinn aani chahiyea
@Priyamlkoffcl Prashant kishor ke liye campaigning krne ke baad itna bolna chahunga prashant kishor ji aap in bihariyon ke liye haddi mt galayiea inhe inke haal paar chor digyea...prashant kishor ko harane me migrants or tatakathit shikshit log hiin responsible hain jo jnu du
@maithili_sejal @Gulshan79437522 Kail rajnagar vidhansabha me agar 1kta vote haat ta o hammar haat jansuraaj ke halanki hammar gamak group me sb jansuraaj ke vote deba aaib rhl chai ya prerit ka rhl chai e hammar gaam ke group ke baatchit kaih rhl chai aahan ke aahun diyo jansuraaj ke vote
@maithili_sejal @Gulshan79437522 Ahne haal darbhanga me seho chalai tkhno lok sb jansuraajee ke delkhin aai lel kiya ki sb bore bha gelai ya bjp ke vote da ka aa kailho ja rhl gaam me vote khasba jansuraaj ke basta chap pr..aahan ke seho debai chahi
@BabuSahab_0003 Kshtriya samman krte hain to kre lekin mera kahna hai ki samman brahman ka alg kyon Krna hai Brahman se bara kaam dalit samaj krta hai hmare liye samaj ki gandagi ki safai krta hai jisse swachta aati e tathakathit jati Khali bakaiti krta h racist caste
@GharSaran007 @aakhirichhath Aaj jo bjp ke andar daar hai na bihar ke beta ke hi karan hai or daar accha ye daar accha pg rha hai hara diye ne darbhanga 7 number basta chap pr ja rhe hain 11 ko madhubani ke rajnagar wahan v basta chap pe vote girwaenge...dekh lena fir
@Udaydas004 Are bhai vande Bharat dene se kuch nhi hoga koi vote nhi aayega kayastha log apne suvidha anusar baar krta hai paisa hai to comfortably ghar ja ske clear mudda hai sarkari Naukri do to vote milega nhi to haar hogi..private Naukri corporates bla bla ka koi value nhi hota h indiame
@UdayChatterje Kamal ko vote krne bol rhi thi pr maa basta pe vote kr aayi bete ke kehne pe... result bilkul media ke against aayega media bekar buzz kr rhi pk did well maan lena chahiye is baat ko aab
@UdayChatterje Kr rha or sari women ek jgh vote nhim krtin mostly apne husband or bete se puch ke hiin vote krtin hain..beti ko job lgne se maa nhi baap khus hota mother are majorly more inclined towards son..ye mai darbhanga seat ki bol rha beti ek goldsmith family me
@Rk854114@jansuraajonline De digyea bhai de digyea jansuraaj ke paas worker nhin hain jo hain bhi wo professional politician nhi hai bhoot sidhe sadhe log hain hmlog kr darbhanga me bhi prachar kr liye nahi aaya but darbhanga walo ne basta chap pe r k mishra ko jaam kr vote kr diya
@atsshow7@Biharyouth1 Aab aap bujh jaea nitishg fir palti marenge...aab forward ko sidha basta chaap pe vote dena chahiyea nai ta palturam tejashvi ke sath mil ke sarkar bana lega... tejashvi nitish mil jyega isliyea basta chaap ko madhbanni me vote marna prega mzburi me😭😭
@atsshow7@Biharyouth1 Hm bihar me baithe hue hain or sb basta chaap pe maar diya hai sb babuji log kamal chaap pe mara kaniya beta beti basta chaap pe maar diya hai e baat suri teli ka bata rhe hain
@aakhirichhath Darbhanga me bhi yhi ho rha hai 7 number r k mishra sanjay saraogi ka dhoti khul rha hai isbar....or hm abhi mahool lene gye mkt ka bhai
@iKumarSaurabh Likha rha hai bhaiya likha rha hai jansuraaj ko vote pr rha hai.....or aap dekhiyega darbhanga seat se r k mishra fight me chal rhe hain