@the_prabhat_7 @Krishna0553 @shreeradha123@londakalka Bhai, lagta hai Elvish ki tareef se Fukra Insaan ke chhote fans naraz ho gaye. Rivalry ka chakkar hai, bache sensitive hote hain in cheezon pe. Fan war ki wajah se thodi si baat bhi bada issue ban jati hai.