Diwangi mein kuch aisa kar jayenge
mohabbat ki saari hadein paar kar jayenge
waada hai tumse dil bankar tum dhadkoge
aur saans ban kar hum aayenge ❤🌹 #tearinked#princesisodia#yqbaba#yqdidi#yqquotes#yqtales… https://t.co/lXdoUTBoBh
Udaas na baitho fiza tang karegi
guzre hue lamho ki saza tang karegi
kisi ko na laao dil ke itna kareeb
kyuki uske jaane ke ke baad uski har adaa tang karegi #tearinked#princesisodia#yqbaba#yqdidi#yqquotes… https://t.co/rqZZxmQCRG
Likhta rahunga tere liye jab tak barbaad ni ho jaunga
tu chahegi vapas aana par shayad main aa nahi paunga
likh likh kar main har pal tujhko tadpaunga
fir likhta likhta hi main kabar mein so jaunga✒📝 #tearinked… https://t.co/WoPmgjZoKi