@TechnicalGuruji Neend ke samay ko chorkar mujhe phone humesha hi chaiye hota hain Aur charging ke time 1 hour toh kam se kam wait karna hi parta hain... Agar 5 min mein 35%-40% wala vooc charger mil jaye toh kya baat!!! Matlab jab tak aap washroom jake aaoge phone half charged π