@ColorsTV@BiggBoss@chumdarang@KaranVeerMehra@BeingSalmanKhan Karan bin pendega ka lota hai.. yeh big boss mein aaya hi kyu hai sirf gym ke liye.. yeh koi task karta toh hai nhi sirf gym. Koi task aata hai toh safe bhaar ho jata hai aur bachoo Ki tarah justification deta hai. Best is Avinash
@ColorsTV@BiggBoss@BeingSalmanKhan Bigg Boss kya yeh Rajat Dalal ko kyu liya hai bachoo ki tarah lafda karta rahta hai iske wajah se dekh ne ka maan hi nhi karta
@BiggBoss@BeingSalmanKhan Sab fake hai itne dino se kisko bhi nhi nikala aur jab nikal rahe ho toh housemate ke decision se...toh housemate ke decision se winner chun lo na...kyu baar baar public public kar te ho...bakwas season hai iss baar ka