@Bjp4Jammu Aur jo 4g pack ke charges katt re hai apun ko uska paisa mangta hai . Aur Jo 2 district ko 4g mil ra hai woh j&k ke bahar pdti hai kya ? Logic wali baatein toh karo kam se kam.. ๐
@_santonugogoi @Dristy57120647@wingsoffly@BeingSalmanKhan Bro main bb supporter hu . Waise bhi kisi ke fans se ladai krke kya hoga. Har saal new season new fav hoga. So show ke maze lo.
@Dristy57120647 @_santonugogoi @wingsoffly@BeingSalmanKhan But bro kisi ko personally janne mein aur unke bare mein padne mein farak hai.Salman ne usko pucha tha ki aap inko jante ho woh unko personally nhi janta tha.Baki paras ko main splitsvilla se janta hu bdi bdi baatein krta tha sirf.hai kuch ni woh. top 2 will be asim and shukla โค
@Dristy57120647 @_santonugogoi @wingsoffly@BeingSalmanKhan Bro prince jo season jeeta tha usme paras phirse contestant ban kar aaya tha aur dump ho gaya tha .. aur woh season prince ne jeeta tha