тЭдSare jahan se acha kabhi ye jahan hota thaaтЭд
тЭдinsaan ko pyara yaha har insaan hota thaaтЭд
тЭдdharam ko lekar na hoti thi yaha maar kaat aisa pyara ye hindustan hota thaaтЭд
тЭдabb toh dil chata hai lot aye wo pehle wale din Q ki tab na hindu hota thaa na musalman hota thaaтЭд
Bhai ne post tweet kia pr comment section off kar dia chalo isse hi pata chalta hai ke bjp ke followers or @bjp mein kitna dar beth gya hai janta ka ЁЯШЬ
Akhir kapil sharma se bhi sach nahi chupaya gya jyada der @bjp or @narendramodi ki sari pol patti khol kr rakh di
Abb sach mein lagne lag gya hai ke #bharatdesh badal raha hai