@narendramodi Adani ka udan asman pe pahucha diye .. desh ka socho bhaviswa aapko kabhi maf nahi karne wala... Aur jo us samay history likha jayega to aapke bare me kya kya likhenge zen alfa soch lo ..
@PMOIndia Modi Ji use duniya nahi RSS aur BJP bolte hai duniya kya bolta hai ye to aap news me dekhte hi hai.. hamare yaha to godi news nahi sachche news jis desh me aap jate hai waha ka media yaha dikhana chalu kar do fir ....Radhe Radhe ...
@PMOIndia Thank you Modi Ji.... Kuchh dashko me pahle kuchh bechna pada tha..ab chand samay me ek ek karke bech rahe ho... Pahle le de ke karka 50 pe tha aapne 250 pe pahucha diya..wah Modi wah..
@narendramodi@ChhattisgarhCMO itne samay tak kuchh nahi kiya par jab Adani ko mines mile..achanak se naxal dhyan me aaya ??... Wah Modi wah.... Aur jo apni maa k nam se dikhawati ped lagaye ho yaha lakho ped katwa diye.???? Tab aapko Maa ka dhyan nahi aaya??? Dikhawa ka had hai..
@narendramodi Aap bhi balidan karte to desh ka bhala ho jata par aap janta ko balidan karwa rahe ho.... Ameero ka karna maf karte samay sharam nahi aata ke gareebo se kaise chand rupaye ke karje ke karan unka sabkuchh chhin lete ho..bahut ais kar liye ab ulti ginti chalu hai..
@INDL1YA@CJP_for_India Shiksha mantri badlo..kyuki koi ek hi vichardhara se jude log bus ek hi samajh pe dhyan dete hai...wo kabhi sabke liye ek nazar nahi rakhte...
@CJP_for_India Rahul Gandhi.... Isliye nahi ke mai Congress se juda hu..bhad me jaye sabhi party... Par Rahul Gandhi me wo Vibe dikhta hai ..aur unhone apne pe kam kiya hai... Aur aaj layak bane hai jisase wo bina teleprompter ke aur bina khi khi ha ha kare rashtra pramukho se bat kar sake..
@RahulGandhi आपने सही कहा है पर सर आप भी बस ऑपोजिशन में बैठ के केवल बोल रहे है आप क्यों नहीं कुछ करते आप पूरी इंडियन नेशनल कांग्रेस वाले पीएम हाउस के सामने धरना दो.. पीएम सांसद को घेर के आवाज उठाओ... तब देश बचेगा आज हम तो ईरान से भी गए गुजरे हो गए .. अपने लोगो के लिए लड़ भी नहीं सकते
@narendramodi What about our Indian sailor who died in America's attack?..Pakistan Hota to Ham dikha dete par kya kare America hai..Kuchh nahi kar sakte?? Aap hamre PM hai ap ke hote huye kisi bhi desh ki ye himmat nahi honi chahiye ke wo ankh bhi dikha de .aap pe bharosha kiye hai..