@manmatters_in ek number ki ghatiya company h kisi b company se order krna but yha se nhi kyuki inke delevery partner froud h aur na jane kitni bar maine complaint ki h but ye change nhi kr pate h ya to products delever nhi karte h aur update deleverd show kar dete h #FROUD
@rpfncrpryj@rpfncr@RailwaySeva Jankari bilkul hi galat aur jhuthi hai video me saf pani ki bottle bechne wala dikhayi de raha hai aur kise jankari ki gayi waha pr jo mall gadi se saman load kr rhe the puri ghatna unke samne ki hai bilkul hi last coach ki baat hai last platform ke pass ki galat report h
Ye kanpur Central railway station par pani ki boltel bechne wala logo ko galliya deke aur unke paise leke bhag ja raha h kaise aise log station pr pani suppykar rahe h @IRCTCofficial aur platform par @crpfindia tak nhi h madat k liye @RailMinIndia@RailwaySeva@RailwayNorthern
Kya Ticket hone ke baujood agar koi train se niche utar jata hai aur dubara se usi train me baithta hai to kya uska fine lagta hai usi train ka wo 500+ fair fhir se dena padta hai @RailMadad@RailMinIndia@RailwaySeva@ConsumerRightX
@RailwaySeva Kanpur Central me complaint dali thi uske jiske baad 2 station par gadi ruki aur farukhabad me bhi lagbhag 10 minutes khadi rahi but abhi tak problem solve nahi hui bus complaint close karne ki jaldi rahti h @RailMinIndia itni lambi train bhi nahi hai
Ye kanpur Central railway station par pani ki boltel bechne wala logo ko galliya deke aur unke paise leke bhag ja raha h kaise aise log station pr pani suppykar rahe h @IRCTCofficial aur platform par @crpfindia tak nhi h madat k liye @RailMinIndia@RailwaySeva@RailwayNorthern
Train number 19716 gomti nagar -jaipur express me last coach me kisi bhi plug me electricity nahi a rhi hai kya ye suvidha kewal AC aur sleeper coach walo ke liye hi hai aam aur general me travel karne walo ke liye nahi hai charging @RailMinIndia@IRCTCofficial #139 @RailwaySewa
अकाउंट से कोटक महिंद्रा बैंक बेवजह से ईसीएस के नाम पर चार्ज लग रहा है जब कि कोई भी एसआईपी वगैरा सक्रिय नहीं है न ही कोई ऑटो। भुगतान और उपभोक्ता देखभाल इनका लगता नहीं है Acc- 6112755050 #kotakfroud@KotakBankLtd@RBI@kotak811#kotak#kotakbankfroud
Sach me hud ho gyi @UPPCLLKO ki complaints ke baujood bhi koi fark ni aj fhir 1 baje se light gayab h daily ka ho gya h @aksharmaBharat mantri ji post par post dalte h kewal aur 18 ghante bhi light nhi di ja rhi h 2 month se yhi hall @MVVNLHQ@Gomtinagarzone#uppcl#mvvnl#UPGov
Kabhi bhi power house ka call nhi uthta h uper se unknown number block lga rakha h ky grmi m sadne ke liye time se bill dete h yhi suvidha lene ke liye 12-12 ghante LKO me light gyb h mgr @aksharmaBharat mantri ji bus post dalne ke liye h @MVVNLHQ@UPPCLLKO@MVVNLmd@EMofficeUP
@UPGovt Manniye mukhya mantri ji pahle aap state ki electricity board @UPPCLLKO ko bijli supply ko sudharne ka nirdesh diziye jinhone rula rakha hai puri puri raat aur din light supply gayab karke bahano se @MVVNLHQ complaint sunni nhi h bus close kar deti hai jabardasti @aksharmaBharat