Tum mann badal do, parasthitiya agar nahi badlti hai toh nazar ko badal do nazara badal jata he,
Soch ko badal do sitara badal jata hai, aur kashti badalne ki jarurat nahi .... disha ko badal do kinara badal jata hai !!!

Yeh jo gehre sannate hain, Wakt ne subko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa, Thodi dhoop hai subka hissa
Aankh teri bekar hi nam hai, Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai, Dil aakhir tu kyun rota hai....

Toh gaur farmaiye,
Arz kiya hai,
Ek tarfa ishq usse ki gayi mohabbat nhi khuda se ki gayi Ibadat hoti hai, Ek tarfa ishq usse ki gayi mohabbat nhi khuda se ki gayi Ibadat hoti hai , Har din, lamhe mein usse milne ki chahat hoti hai....

Subko lagta he ki end me subkuch accha hona chahiye but ye real life he... Aur real life mein guarantee thodi na hoti hai ki end mein sub kuch theek hi hoga... tabhi toh ham vohi khushi kahaaniyon mein talaash karte hain!!!

"Because while everything around you is changing, you'll be happy to know that there are a few things which remain constant. And that's important because these constants are comforting."