@RHAmerit In maderchodo ko ye nhi pta reservation sirf MBBS me admission k time milta h bs uske baad jo exams hote h usme koi reservation nhi hota kisi k lie bhi๐คฃ๐คฃ
Mahesh Chahar โ a known fraudster from Gurugram โ is not arrested even after @HaryanaPolice lodged 5 FIRs against him in 2025. No arrest yet. Heโs still doing fraud openly & fearlessly. His group includes wife Shivani, brother-in-law Shivam & others. @cmohry Please act.
Tu na sahi, me ab chaand se baat krunga
Gam-e-shaam mei, ussey mulaqat krunga
Fakat milne ki aarzo na rahi kuch khaas
Me patthar pe na zaya jazbaat krunga
Meri shikhast pe chupke se muskurata hai,
Bade khulus se vo dosti nibhata hai
Hai mera dost magar kuch pata nai chlta
Har ek se vo mere aib kyu ginata hai.
- Irfan jafri
Tamam umar par kuch shayari banaye bethe hai
Kuch hunar hai alfaz ka, kuch gam dabaye bethe hai
Reh reh kar jo beeti hai hum sab bata denge
Tum neeyat se to pucho, kyu yeh haal banaye bethe hai
Kisko raushan bana rhe ho tum
Itna jo dhalte ja rhe ho tum
Yeh saleeka bata raha hai teri raza
Ghar see dur gull khila rhe ho tum.
Pegal toh pehle banaye ja chuke hai
Ab kya bana rhe ho tum?
#recital
Yeh dill ka samjhota mein, nafa zada ho gaya
Bhag rhe hai khud se, yeh kaisa wada ho gaya
Gair na sahi, mujhe zaffa(h) se mukhtalif kar
Tu lakht-e-zikar thi, ab yeh jighar he aadha ho gya