@aashishsharma64@atulraw12345 Lekin movie ko real hit to tabhi mana jayega jab sabko munafa ko jinhone theatrical rights liye hai unhe bhi or producers and director ko bhi. Kul milakar kahi bhi jakar pata karo chahe chatgpt ya @grok ya Gemini. Sab tumko bata denge ki ramayan ko kitana karna hai hit ke liye
@aashishsharma64@atulraw12345 😂😂😂😂 phir kisi bhi movie ke verdict ke time budget kyu show kiya jata hai. Jo tum example de rahe ho ye film industry ke logo ko hi pata hai. Baki common people movie ko uske collection or budget se compare karke hi hit ya flop mante hai or real me hota bhi ye hi hai
@aashishsharma64@atulraw12345 Post me esi koi bat hi nahi ho rahi thi, kul milakar mamla hit or flop ka tha. Budget or collection lagbhag same hai phir bhi hit ka verdict. Ye Bollywood platform ki partiality darshata hai or esa hi kuch Ramayan ko dikhane ki koshish ki ja rahi hai
@taran_adarsh Jab ek history ko tod marod kar pesh karne wali ramayan movie ne hi itana collection kar liya, socho jis din ramayan satya nishtha or pure valmiki ramayan based ramayan banegi us din kitane record tutenge
@FilmyWorldd Namit Nitish ki movie ko sahi sabit karne ke liye garbage movie se comparison kar rahe ho, yani ki tumhari fvrt movie ka level bhi isase thoda hi jyada sahi hai
@WorldOfRamayana Jo propagenda movie me dikhane ki koshish ki ja rahi thi wo khulkar dikhane lag gye ab, or kuch logo ko ab bhi ye movie masterpiece lagri hai 😢😢😢
@media_akb Mujhe to yash or Ranveer Kapoor dono hi worst lage ramayan me. Na Ravan thik hai na Ram dono ko galt portray kiya hai. Or usme sabse jyada galti Director or movie ke malik ki hai
@imashishsrrk 😂😂😂. Mat bhul godzilla minus zero ka budget sirf 150-200Cr hai or Ramayan ka 2000 Cr. Wo kabka apne budget ka 10 times kar chuki hai or ramayan ko abhi budget recover karna hai
कभी-कभी गलत बात पर चुप रहना खास कर जब बात हमारे महाकाव्य रामायण के प्रति,आपका ईमानदारी और आस्था की हो तो बताकर और रियलाईज करा कर सामने वाले को समझना भी जरूरी है
@hemu_yt1187@ImSoniya24 Namit Malhotra ne khud 2000 Cr bola hai, or prime focus company ne court me bhi 2000 Cr bola hai. Ye budget decrease dikhane ka khel aksar tab khela jata hai jab makers ko lagta hai ki is budget ke hisab se superhit ya blockbuster ka tag nahi mil payega