Mujhe neend nhi aayegi to mujhe sula paoge kya?
Main naa samjh hun bahut mujhe har baat samjha paoge kya?
Ha mujhe thoda zyada gussa aata hai, par mere gusse mein pyaar dhoond paoge kya.?
Guzri hui baaton ka ab hisaab na kar,
Jo tera nahi hai, uski talab na kar, Jo hona hai, woh wagt ke saath ho jayega,
Kal ki fikr mein aaj ko kharab na kar.
Chhoti chhoti baaton par
Naraz mat hua karo,
Galti ho jaane par
Maaf kar diya karo
Naraaz tab hona
Jab hum rishta tod de,
Aur aisa tab hoga jab
Hum duniya chhod de...
Aap ki kami se mera
dil udaas hai,
Per mujhe to aapse
milne ki aas hai
Zakhm nhi phir bhi dard
ka ehsaas hai
Aesa lagta hai jaise dil ka
ek tukda aap ke paas hai.
For my wife, I'm sorry if sometimes I make you feel like I don't love you, but trust me I love you more than you know. I'm just not good at expressing my feelings, please don't get tired of me because I truly love you