@amitmalviya Pahle to ye Baat ye Video Shivraj Chauhan ji ke ghar ke reception hai is tarah se Ye Tihari fake news phaila raha hai Ye 2025 ka Video hai
@pushprajyadav97 Puspraj Bhai ye wahi log hai jo Suar ko palne wale logon ke hath se pani nahi peete lekin musalman se nafrat me use god me uthakar ghoom rahe hai...
Had hai Cyape ki
@cricketaakash Jab SRK ko sirf target kiya gaya Khan surname ki wajah se aur usi KKR me Juhi Chawla 45% shareholder hai uska kisi ne naam liya lekin ab dollar unko dikhta nahi isliye unko koi kuch nahi kahega
@cricketaakash I agree that Bengladesh me Hinduon ke sath galat ho raha hai lekin Sirf wahan ki hinduon ki chinta aur yahan Jo muslims ke sath ho raha hai us par aapka kya take hai
@cricketaakash I have one question
Jab apne desh me Muslims ko jabardasti Jai Shri Ram bolne ke naam par lynching honti hai to aap nahi bolte ho kabhi uspar bhi bolo beshak Kisi bhi desh me Minorities ke sath kya behaviour hota hai wo us desh ki democracy ko dikhata hai