@Introvert_2000@Engineeyr Han to kon kr raha judge kr lyn wo tauba simple is that phr itna bhi Jan lyn ka Quran or hadees ma Kaya likha hai mai to apko Quran sa surah batayi na ap mujhe Quran sa koi surah aisi dhund ka bata dyn jis ma likha ho ka ap rab hain ya apna decide krna ha kon janati ha kn jhanmi
@Introvert_2000@Engineeyr Dhondni hai to akal agar hoti to ya bhi pata hota ka insan jis sa shadi krti hai of course auska background dekhta hai auska past present dekhta hai lakin you’re no one to judge other or agar kro bhi to pehla apna giraban ma to jhank lo phr dusron ka past bhi dekh lyna
@Introvert_2000@Engineeyr Oh bhai to tum na unki qabar ma Jana hai? Unka hissa ka hisab dyna hai? Jis rab na banaya hai so dekh raha hai or mai bhi unhi larkiyon ki bat kr rhi hon aj kal jo tum logon ko so called shareef dikhti hai mujhe unka bhi pata hai kon kesa Allah janta no one else
@Introvert_2000@Engineeyr insan sacha dil sa tauba kr la to wo auska or auska rab ka mamla apna apko dekho apna Apni qabar ma Jana mai na Apni qabar ma Jana kisi ko character certificate dyna wala hum koi nhi hota kuch Mamlon ma insan ko insan ban ka he rehna chahiya rab bana ki koshish nhi krni chahiya
@Introvert_2000@Engineeyr Aur tum Apni fikar kro Quran ma saaf saaf likha hai na paak aurtein na paak mardon ka liya aur na paak mard na paak aurton ka liya paak aurtein paak mardon ka liya or paak mard paak aurton ka liya to tum apna socho jaisa kro gy waisa he pao gy Hama rab na banaya ha tum rab na Bno
@Introvert_2000@Engineeyr Trigger hona wali kya bat?Behan apki ya kar ka ajaye ap izzat dar mard bana ka chakar ma Ausko mar dyn ga lkin yahe ap jesy ghtiya mard ki gairat tab khn hoti ha jab behnon ko jaidadon ki waja sa qatal kr dyta ho jahil or jahan tak bat ayi nasal ki to wo Allah or auska mamla ha
@Introvert_2000@Engineeyr Oh akal to paidal Banda bat un lrkion ki ho rahi jo physical ho ka regret krti tauba krti na ka unki Jinka dhandha ban jata hai har chotha larka ka sath physical hona ya do alag batain hain lkin shayad ap jaisa bewakoof na samjha to ap zyada zor na lgain apna Demagh pa
@Engineeyr Oh siyaah past wali larki larka bhi mention karo na or jahan tak bat ayi ka larki ka past larka pa ya auski Olad pa effect Kara ga to kisi ka past auska present ya future nahi define kr skta thori si maturity honi chahiya Pakistan ki ajeeb ho bhai tum log