@Param_117@GautamGambhir Shivam dube se kya problem hai GG,
Kuldeep yadav ki kya galti thi? Jabki bade grouds par to spinner ko waise bhi khilana chahiye tha. Ek match to khilate?
Aur vaibhav ka manobal down karne wala paap aap kar hi rhe ho....
Series jeetne ke baad to mauka dena chahiye tha.
@rahulroushan दिन में लाइटिंग इतना अच्छा नहीं दिखेगा । रात को ही अच्छा लगता है । अभी इतना पैसा लगता है मिसाइलों पे, तो अच्छा तो दिखना चाहिए न जब उसे तब .. 🙄