@NadraPak Assalam o Alaikum Mere Betay ki age 6 march 2026 ko 18 saal ho jai gee INN INN SHAA ALLAH us ka smart card bana hua hai ab usay apna idcard banwanay k liye kon sai documents required hain Beta University main prh raha hai
@NadraPak Assalam o Alaikum hru Sir
1 information chahie mere betay ka smart card bana hua 8 march 2026 ko 18 years ka ho jai INN SHAA ALLAH IDcard banwanay k liye sath kon sai documents sath nadra office lai k jain only smart card or matric result card bhi
@NadraPak Assalam o Alaikum hru main apnay CNIC main Apnay Father aur Mother add karwany k liye idcard bann nai k liye .08.10.2025 ko Nadra office abhi tak mera idcard ka status chck ho raha mera Tracking id yeh 104325022030 hai