@daalchawal02@a1_beast@Thalakabhala77 Main bhi ek ladka hoon , ham ladke kisi bhi thik thak dikhne wali ladki ko behen nhi banate hai , plus pair to bilkul bhi nhi dabatr kyunki ye ghulami ki nishani hai ,pata nhi isko kya chull thi
@dilberkhandhad1 Gullu ko lag rhahai ki uska love angle chal rha hai bahar kanika ke sath , he doesn't know ki bahar actually mein scout love ka angle chal rha hai , gullu kanika shipping ko kutta bhi nhi puch rha
@daalchawal02@a1_beast@Thalakabhala77 Usne cut off hi bol diya tha ,itna to pata hona chahiye ki bigg boss mein bonding banake rakhni hoti hai survive ke liye
@daalchawal02@a1_beast@Thalakabhala77 Malkin ke cut off wali baat ke chakker mein hi agla week confused raha aur salman se dant khayi ,fir nominate kiya vo alag
@daalchawal02@a1_beast@Thalakabhala77 Bhai abhi love ke alwa koi nhi hai uska , kanika ki first priority gullu hai , aur yunga amrapali bhi sage nhi hai , game ke liye love ki zaroorat padegi, but baharwalo ko kon samjhaye
LIVE FEED UPDATE 🚨
Yung - Mujhe scout nhi pasand ,mai uska dost nhi hu ,jis convo. me scout aata hai wha se mai hatt jata hu 🤡🤡
#ScoutOP#BB20#ScoutArmy#BiggBoss20