@Dinehshukla Mandir se 200 meter door parking hai phir bhi gadi se jana chathe hai . Agar itni police na ho aur wahan camera allow ho jaye to public bahar nahi niklegi aur gadi mandir ki seedi ke pass khadi milegi .
@MandeepRajBhar9@itsRoshniYadav Dekh to lo vedio pehle sahi se daroga maar raha hai ya siphai . Jaankari rakha karo aur dekha jari tab paste kiya karo koi bhi vedio .
@agrapolice Jin logo ne afwaah failayi hai un par karywahi honi chahie mobile ka use galat karte hai kuch log kewal afwaaah failate hai jisse police aur janta pareshan hoti hai . Wo kewal apne view badane ke liye bina jankari ke patrkaar ban jaate hai . Aise logo kaeywahi ho
@Nishantjournali Flipkart ko sochna chaiye uske bahut se customer english nahi jante hai lekin aap usse kuch bhi poocho wo sirf english mein answer daagte rahega aur koi helpline no nahi hai inka @Flipkart@onlinefraud@jagograhakjago
@Nishantjournali Flipkart bhi bahut fraud kar raha hai uske delivery boy behad battmeez aur careless hai . Apne man se order ko reshedule kar dete aur diye huye address par delivery nahi dete hai aur badtmeezi se baat karte hai .
फ्लिपकार्ट का कोई नंबर नहीं है और चैटिंग इंग्लिश में करते हैं सब ग्राहक इंग्लिश नहीं जानते हैं केवल फ्रॉड कर रही हैं फ्लिपकार्ट @Flipkart@jagograhakjago
सबसे बेकार सर्विस फ्लिपकार्ट की है जिसने अपने ऑर्डर पाने के लिए लड़के को चुना है जिन्हें बात करने की तमीज़ नहीं है और फ्लिपकार्ट में सिकायत करने पर उनके साथ कोई प्रतिक्रिया नहीं दी
Flipkart apni order delivery guidlines ke neeche likhta hai .delivery ka time 11 pm tak par inke delivery boy ka behaviour bada rudley tha aur flipkart ke executive phone karte hai 04 baar to phone hi nahi utha raha unka gazab ka controll hai . @Flipkart
@Flipkart Aapka ek delivery boy apni manmani karta hai . Order dene ke liye aap ka itna bada network hote huye bhi us par koi action nahi liya ja raha hai ya aapki company kewal janta ko loot rahi hai . Jab order ki delivery 05 ya 06 din mein kar dete ho us delivary boy par action ?
@brijshyam8 Daroga ji ki sab keh rahe hai jo desh se crime mita doonga ki shapath lekar aaye hai wo mana kar sakte the daroga ji se aap yeh mat kariya . Inka order koi fail kar sakta hai