Beserk likha hai … #slowclaps ! Aur waah tejaswi waah , yeh biggboss nahi sach much dangal hi bana diya aap ne . Dangal mein hi yahi karte hain biggboss mein nahi . Aur dangal mein bhi hard floor nahi hota , shayad aap bb mein reh ke bhi uska set aur safety bhool gayi hain #bb15