@PuVVNLHQ@UPPCLLKO@puvvnljaunpur Mahoday samashya ka samadhan huaa nahi aaj 5 pm se bijli gayab hai beech me 20 minute ke liye aayi thi fir gayab ho gayi abhi tak gayab hai kyo Aisa Kiya ja raha hi kya ham gaon valo ke hak ki bijli industrial areas ya urban ko di ja rhi hai kya?
@UPPCLLKO@puvvnljaunpur@PuVVNLHQ Mahoday supply 30 minutes ke liye aayi thi fir 15 minut pahle gayab ho gayi kya chal raha bhai agar aap ko roasting karni hai to din me karo na rat me kyo ham gaon valo ko jinda mar rahe ho