@pushpendrakum@open4profit@YouTube 6 ka 1.2 baaki hai
Jab ye bhi khatam hoga tab aur ese hi chalta raha toh bhut jaldi ye bhi khatam ho jayenge 😥
Life ka sab se galat faisla crypto mai invest
@BudhilVyas Bhai baaki toh sab aana jaana hai lakin SOL bhut loss kar diya
Second large amount tha mera isme abhi total 73% loss dekha raha hai total portfolio
@livetca Kal raat mai 750$ liquidate hua hai gala mai 😭
Aur abhi 3 trade aur badh rahi liquidate ki tarah
Paisa bhi sab khatam hogaya hai
Dekhte kya hota hai