@reliancejio@JioCare
Is tarah ka roz masg ata hai jbki ye no. Bhi mera nhi hai. Kaj bar maine block bhi kr diya hu fir bhi roz ek bar is tarah msg ta hai. Kya ye jio ke taraf se paresan krne ke liye hai ya koi scammer hai jo is tarah ka kaam kr raha hai.
@Hitachi_Digital@RBI
Hitachi Atm se paise niklte waqt light chla gya. Paise nhi nikle but mobile me paise cutne ka msg aa gya. Hitachi ke customer care me 2 ghante se zyada maine call kiya but busy aa raha hai. Plz suggest kya krna hoga. apne customer care ki service sudhar lo
@amazonIN
Mera order hai aur obd hai but accept nhi ho raha hai. Delivery boy kafi der tk pareshan raha lekin technical issue bar 2 aa raha hai. Ghar se wapas mera order le gya.
Ek no. Jhatu app. Bna diya amazon ko platform fee bhi chahiye aue customer ko paresan bhi krna ha
@amazonIN
Pe ka system accha tha koinissue hua to customer care bat kr liya. Abhi to najne kya kya krne ke bad bhi customer care ka option nhi ata.
#ekdumbkwassystem
@IndiaPostOffice
Mera shipment no-EU685551524IN
Jo 13 dec ko prayagraj se speed post hua tha jo abhi tk nhi mila. Customer care me call waiting me dal kr cut kr dete hai.
Plz take action quickly.
@PankajK20079573@profapm अभी ज़ब 20% मुस्लिम हिंदुस्तान मे है तो हिन्दू हमेशा खतरे मे ही रहता है. शुक्रिया अदा करो नेहरू का की पाकिस्तान को अलग कर दिया वरना बांग्लादेश और पाकिस्तान की आबादी के हिसाब से अभी 60% मुस्लिम हो जाते. तो हिन्दूओ को खतरा कितना हो जाता. 😂😂😂