@sumitgfms @RijulJK@zomato@zomatocare ye hamesha Chilli Paneer ki dish me hi hota hai, kyonki chilli paneer aur chilli chicken banane ka same process hota hai aur restaurant wale same kadhai hi use karte hai ...Mere sath bhi aisa ho chuka hai do baar