@HajiNizamuddin3 Ramdan gaye hain NAMAZE nahi ..
Roze ki adat pad gayi hai to shawal k 6 roze rakh len 1 saal ka Sawab hai...
aur bhi sunnet nafli roze hain
ALLAH O AKBAR
@SANIAKH16233322 ADALAT k judges se bada JUDGE ALLAH hai Osko na gawah na koi suboot ki zaroot Osse to tumhari Soch ka bhi pata hai ALLAH ka INSAAF to INSAAF se hota hai..
ALLAH O AKBAR