@QueenMoodOn@echoes_of_me56 Bilkul hay but shadi kay baad lover rakhna bhi allow hona chahiye ? Uski shaadi ho gayii thii lekin uska lover tha or wo ussay contact may bhi hogi lazmi
@Eshaholic10@zeshanmujtaba@GrimReaper5282 Dunya joo karay us mard ka kia lena dena poori mard samajh say ? Agar wo mard bilkul loyal tha issay too question us larki pr uthay ga. Poori dunya jo kray uss say individual pr farq nahi parta hay
@tiredmeeem@Suleiman313110@ahsanyy_ Ye sub wohi larkian bolti hain past ka mat pocho koi naik paak larki kabhi nahi bolay gi agar kisi nay kuch ghaalat kia or Allah say maafi maang li wahan chapter close hay lekin shadi say pehle pocha or usnay chupaya tooo bad scene hay
@Xeuzzh@Engineeyr May kon hu decide krnay wala. Han ye zaroor decide kr sakta hu konsi larki meri zindagi may ani chahiye. Mene kahin nahi bola bina nikkah kiye ulti kaam krnay wali jannat may nahi jayee gi. App un sub badkaar larkion ko lekay jannat may beth jaiye ga khush ?
@Xeuzzh@Engineeyr Pata nahi kia reason hay app badkaar larkion pr parda daal rahi hain or larkoon kay liye seedha bol rahi hain. larkay ghalti kren too unko bhi moqa den wo bhi unka or allah ka mamla hay agar koi larkay past my agr GF ko mara kray phir suchay dil sy tauba krly to judge na kren usy
@Xeuzzh@Engineeyr Ohhooo behen agar mujhay apnay liye larki dhoondni hay too may larkoon ko dekhoon unhay judge kroon ? Obviously larkion ko dekhoon ga na 😂 agar Allah na karay koi ulti seedhi agayi zindagi may too kon responsible hoga 🫠
@Xeuzzh@Engineeyr Hama rab na banaya ha ??? Yahan shareef larkion ki too baat hi nahi ho rahi hain. Sharif larkian too LOVE hain. mene jo bhi bola wo badkaar larkioon ka bola hay.
@Xeuzzh@Engineeyr bilkul nahi jis din meri behen nay ye kia na uskay liye larka bhi uskay jesa hi dhondon ga. baqi cheezay jo boli hain wo jahalat hay ussay hamara koi lena dena nahi. Allah par choor kr side nahi ho sakta koi hisab too hoga 😌
@Xeuzzh@Engineeyr tauba is liye krti hain keh pata hay P**thkay kay haat may ajati hay na. Mera opinion ye hay esi larkion ka ghar kabhi nahi basta or na hi nasal chalani chahiye esi badkaar larkion say. Mene bus apna opinion dia hay app trigger mat ho jayiye ga please i know app achi hain 😂😂
@Aneezao7wt@w1tvh Sis agar app larki hoo app larkoon ki baat kroo agar mujhay larki dekhni hay may larki dekhoon ga na.... Mujhay larkoon say kia lena dena woo too hotay hi neech hain
@Xeuzzh@Engineeyr ye kia behooda baat krdi hay past may physical hui larki ka character kis type ka hoga jo bina nikkah kiye sub kr chuki hay. Allah ko mano 😂