@LightPatna mujhe complain kiye hue 1 mahine ho gaye abhi tak Street light nhi thik hua... Bilkul corner ke do pole ki light kharab hai... Sirf complain kar raha hun samadhan nhi ho pa raha...
No meaning of appointment time in patna medanta... Worst experience.... Jab management or coordinator hi bole k appointment time ka koi value nhi hai.... 🤔 Worst management.... Attendant khud mariz ban jaayega..... @medanta
Myntra ne mujhe old stock shirt bheja jispe halka daag laga hua tha jb mai return kiya to delevry boy ne reject kar diya. Bola C. Care se Baat karo or ab customer care se sampark hi nhi ho pa raha.. Myntra selling worst and outdated stock. @myntra@Flipkart@flipkartsupport
Ward no. 47, Bankipur. Mere gali ka 3 street light mahino se kharab hai. Maine kai baar complain kiya koi sunwai nhi hai.. Zonal incharge bhi call receive kar ke Kaat deta hai.. logo ko Raat me pareshani ka saamna karna parta hai..
@PMCBihar@SEVA_SBPDCL@NitishKumar@dm_patna
Mera DL delhi ka hai maine online address update kiya..Address update kiye hue 20 days हो गया. Lekin abhi bhi scrutiny dikha raha..koi sunwai nhi. Sarkari office ka jo haal hai.Bhagwaan भरोसे #NextGenmParivahan
@AJIOLife@reliancegroup
AJIO BOLD SALE.. sirf bewakoof banata hai... Mai hamesha order karta hun or kuch din baad automatic cancell kar deta hai kuch bahana laga k...
@SEVA_SBPDCL@NitishKumar
Kai baar complain karne ke baad bhi saala bijli waale ko gaali dene ka dil kar raha... Mera ghar bnd hone ke baad bhi recharge khtm karta hai. Jab se private hua hai sab chor ho gya hai. Smart meter bnd karo
@SEVA_SBPDCL@SEVA_NBPDCL
Mai ghar par koi bhi nhi hai.. Uske baad bhi daily recharge minus ho raha hai... Kuch minto me 5 rupiya minus ho gya..... Highly disappointed with SBPCL.. plz rectify as soon as possible
लोग सरकारी हॉस्पिटल मे जाते हैं सिर्फ मरने के लिए... मेरा मरीज इंदिरा गांधी हार्ट मे भर्ती है.. लेकिन यहाँ की नर्स और स्टाफ का जो हाल है.... सब bhagwaan भरोसे.... Sarkaar सब को प्राइवेट कर दे.. तब जाके सब सुधरेंगे @PMCHpatna @NitishKumar@samrat4bjp@narendramodi
लोग सरकारी हॉस्पिटल मे जाते हैं सिर्फ मरने के लिए... मेरा मरीज इंदिरा गांधी हार्ट मे भर्ती है.. लेकिन यहाँ की नर्स और स्टाफ का जो हाल है.... सब bhagwaan भरोसे.... Sarkaar सब को प्राइवेट कर दे.. तब जाके सब सुधरेंगे @PMCHpatna @NitishKumar@samrat4bjp@narendramodi
CBSE big mistake.
Mere School k lagbhag 250 Student k admit card pe Father's name ki jagh Maa ka naam Or Mother's Name jagh Father ka naam likh diya hai...
Cbse plz rectify/correct this mistakes as soon as possible.
@cbseindia29@Cbse_official@AllCBSENews@CBSENEWSINDIA
13238 मैंने पहले भी कई बार complain किया.. कोई सुनवाई नहीं. अभी ये ट्रेन Kota से पटना को जाने के लिए तय्यार है.. और आप सफाई देख सकते हो... मैं मानिये rail मंत्री से आग्रह कर रहा हूं के प्लीज़. इस पे ध्यान दिया जाये...
@RailMinIndia@RailwayNorthern@IRCTCofficial@RailwaySeva
@RailMinIndia@PIB_India@AshwiniVaishnaw Train 13237 DOJ 30/12/24.. DISTANCE COVERED 900KM AND TIME TAKEN 30HRS.. 400KM REMAINING TO ARRIVED KOTA..... NO NEED OF BULLET TRAIN.. I JUST WANTS TO ARRIVE ON TIME BY ANY TRAIN...