भारत में ना हिन्दुओं को मुसलमानों से खतरा है और ना मुसलमानों को हिन्दुओं से खतरा है बल्कि भारत में अगर किसी को खतरा है तो RSS की सोच, @narendramodi और @myogiadityanath से खतरा है
Aapko Congress ke khilaf bolna hai boliye, Magar aap desh ke wazeer-e-azam ho kar 17 crore musalmano'n ko ghuspaithi bol rahe hain, Road par baithne wala bhi aisi baat nahi karta -Barrister @asadowaisi#AIMIM#AsaduddinOwaisi#Narendramodi#Congress#Muslims #LokSabhaElection2024 #Elections2024 #India
‣ Wazeer-e-aazam 'Dog Whistle Politics' kar rahe hain
‣ @narendramodi ka maqsad ek hi hai "Lafz-e-Musalman" ke ta'alluq se hamare Hindu Bhai bahno'n mein, Dalito'n mein aur OBCs mein nafrat paida ki jaaye