@Omrlp07 Tumhare kahne se kuch nahi hota sab paristhithiya tay karti hai koi 20 me lagta hai koi 40 me sab apne apne naseeb se tay hota hai baki mehnat sab karte hai lekin naseeb hi use raja se rank or rank se raja banata hai
@arvindchotia Sab imandaar hai ya phir modi ne aate hi kaha tha na khavunga na khane dunga lekin inke karykaal me bharstachar chaar guni raftaar se bada aaj koi risvat lene se darta hi nahi