"Tum Mere Liye Woh Naam Ho, Jise Main Poori Zindagi,😚
Khud Se Jod Ke Rakhna Chahta Hoon😍
Tum Mera Woh Khwaab Ho, Jise Main Din-raat,💗
Khud Mein Dekhna Chahta Hoon👀
Tum Meri Woh Umeed Ho, Jise Main Har Andhere Mein, Apne Pass Rakhna Chahta Hoon🫂😽
#love#Tussu🫀❤️🔥
Mere Pass Woh Alfaaz Hi Nahi...!🥲
Jo Is Baat Ko Bayaan Kar Sakun, 🥹Ke Tum Mere Liye Kya Ho🙂
Bas Tum Woh Shakhs Ho Jisse Mujhe Be, panah Mohabbat Hai !❤️💐😚
#Tussu💐❤️
#love
Kucch Sawal Hai Mere, Jawab De Paogi Kya😊
Tumse Milne Ke Khwaab Dekhta Hu Mere Khwaab Ko Tum Haqikat Bna Paogi Kya.🥹
Bahot Galtiyan Karta Hu, Tum Kabhi Mujhe Sambhal Paogi Kya.😚💐
Tum Mujhe Dekho 👀Aur Mai Khamosh Ho Jau To.🙎🏻
Tum Meri Khamoshi Ki Wajah Samajh Paogi Kya❤️🔥
chaahe aapaka chehara khoobasoorat ho ya na ho
Apane shabdon ko hamesha khoobasoorat rakhen.💗
kyonki log chehare bhool jaate hain 😿
lekin shabd hamesha yaad rahate hain. . !!!🙂
#Shayari