@PMOIndia Mananiya PM Modi ji kya in bacchon ko bachana aap ka farz nahi hai kya inko ilaj nahi mil sakta kya inko jine ka koi adhikar nahi hai to aise Sare parivaar valo ko iccha mrityu dede taki vo is desh kay PM per garv karey ki ilaj to nahi hame iccha mrityu tohfe may di hai 🙏🙏vaad
@SonuSood Sonu ji aap per inki krupa drishti hamesha bani rahe jo maasum bebuso ka sahara banta hai unke upper hi riddhi siddhi ka hath our Lord Ganesh ka saath hota hai
Salute kartein hai sir aap ko 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Arnab ji aap bool rahein ho ki jeev hatya bandh karo arnab ji desh kay bacchon may bhi jeev hai unki bhi hatya ho rahi hai bina ilaj jinda laash bangaye hai bacchein aap ka ye bolna sobha nahi deta unke liye kabhi aap bole nahi aapko salute kartein hai 🙏🙏🙏
Ek din ke liye taki Sare Netajio sonu ji se class le sake unko inse sikh ne miley ki desh ko kaise PM ki jarurat hai our vo kaise kaam kare kaise jarurato ki jarurat puri kare
આ કોરોના કાળમાં કેટલાં બધાં રિસર્ચ થઈ રહ્યાં છે... હવે માસ્ક પહેરવાની સાથે કાનને પણ
ઢાંકવા પડશે..??નવો કોઈ નિયમ આવશે ?
#CoronavirusIndia@Nitinbhai_Patel
@SonuSood real life real kohinoor real super man real actor Sonu ji Kabhi danviro may naam ayega to karn ke baad may aap ka aayega baki to sab dikhava karte hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Are asli superstar our kohinoor inko to boltey hai unki chamak hi beshkimte hoti hai ishi liye to bolte hai ki bhagwaan kisi bhi rup may aate hai vo Sonu sood ji hai
सोनू सूद ने पूरा किया वादा, गरीब किसान के घर पहुंचा ट्रैक्टर, बेटी बोली- फिल्मों के विलेन असल जिंदगी में हीरो #SonuSood#Farmer#PositiveNews#Inspiration
https://t.co/5B5FP1iMD4
Jo Bell hote hai vo Bell dete hai our jo real life ka hero ho dariya dil ho actor ho vohi to tractor deta hai baki to loly pop dete hai Sonu ji aap ho kohinoor salute sir 🙏🙏🙏🙏Aap king ho tussi great ho
@SonuSood सही बात, सुपरमैन वो होते जिनके पास आपके जैसा बड़ा दिल होता है @SonuSood .. लेकिन ट्रैक्टर क्यों दिया, बैल की जोड़ी क्यों नहीं.. ये जानना भी बहुत दिलचस्प है।
#sonusoodthehero#tractor