@MethaSaien Aysa hi hai punjab ka voter Q PTI mai gya isi wajah sy jb unhkay vote ka tahafuz hi nai kia gya aur na kisi ny unhko poocha to Log chalay gy
@MethaSaien@safi_0203 Saien g Qyadat ko unh walon ny bharpoor tareeqay sy shut up call di hai aur aysa Thaparr mara hai ky Qyadat ab na Bol sakay gi na Ro Sakay gi
@MethaSaien Chairman sahb ky Action ky bd unho ny ipp ko 4 azad diay aur aj aik aur dy dia PPP ki seat cheen kr yay unho ny khulam khula Bilawal Bhutto ko lalkara hai aur zara b perwah nai ki is liay ab jo hoga wo bardaash krna parray ga nai to Sindh Govt ki files open krnay ki dhamki milay
@MethaSaien Tusi ly lo 14 seats aglon ny 11 ki b 8 kr di hain hun Bilawal sahb vi kuch nai kr sakday Jo krna c unhay koi farq nai parra balkay zid mai unho ny Jo kia sb daikh kr hairaan hain
@bercha_i Ab clear hogya inh azaad ko Q seats di gai aur inhsay kya kaam lena hai kesi kesi ajeeb game hoti hain is mulk mai Azaad na pmln ko join kia na hi PPP ko is sy hr cheez khul kr samnay agai
@Taimoor74209 2 azad pmln keh rahi hai unhkay hain baqi Jo hain unhka dawa pti kr rahi hai to shamil konsay honay hain azad Jo hain unhay azad hi rehnay ka order hoga