@JaikyYadav16 Mashid allah ka ghar hai koi paj saf ho kar jao koi rok tok nahi sajid rashidi jaise sarkari molvi sarkar ke tukdo per palte hain muslim samaj me unki koi ahmiyat nahi hai aise logo ki bat aur soch niji hai muslim samaj sajid rashidu jaiso ko accept nahi karta hai
ये पोस्ट मेरे हर भाई ने रीट्वीट करनी है 👏
जब ग़ज़ा के बच्चे भूख से तड़प रहे हैं, तब दुनिया तमाशा देख रही है…
लेकिन इंसानियत अब भी जिंदा है
मिस्र, लीबिया, ट्यूनीशिया, अल्जीरिया और मोरक्को के लोगों ने वो कर दिखाया जो बड़े-बड़े हुक्मरान नहीं कर सके
उन्होंने प्लास्टिक की बोतलों में अनाज भरकर समंदर में बहाना शुरू किया, इस उम्मीद में कि शायद कोई लहर इन्हें ग़ज़ा के भूखे दिलों तक पहुंचा दे।
ये सिर्फ बोतलें नहीं हैं,
ये उम्मीद हैं…
पर सवाल एक है भाई बोलने वाले अरब मुल्क कहाँ है
ख़बर सोर्स : पत्रकार कविश अज़ीज़
@AjayPandeyAas@KraantiKumar Jab israel kare to sahi dusre karen to galat dogla pan yahi hai
Khair iran ne military hospital per hamla kiya hai public hospital per nahi
@Sheetal2242 Bewaqoof aurat tumhe itna bhi nahi pata ki israel ne gaza me kitne masoom dudh peete bbacchon ko mar diya aur abhi bhi ruka nahi hai insaniyat ke liye is se zyada aur kya bura hoga ki kitne hazar masoom bacchon ko shaheed kar diya lekin tum israel ka support kar rahi ho lanat hai
@mbaskjha@RubikaLiyaquat Mumtaz patel jo ki ahmad patel ki beti hain jab unko delhi me muslim hone ki wajah se ghar nahi mila bola gaya ki aap muslim ho ye hindu area hai to aap kis tarah ki bat kar rahi hain mumtaz patel ne manak gupta ji ke show per unse bola hai ye ja kar dekhiye
@SonOfBharat7 Wow this dialog is chak de india
Ki mujhe na to state ke nam sunayi dete hain aur na hi state ke nam dikhayi dete hain mujhe to sirf ek nam sunayi deta hai aur wo hai india 🇮🇳
Hindustan zindabad 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳