@ABPNews सरकारी घूसखोरों, लापरवाही, खुले गड्ढो , व अन्य असुविधा के लिए ज़िम्मेदार लोगो पे जनता कैसे वसूली करे वो कौन हरामखोर बताएगा, जनता के पैसो से पल रहे लोग ही जनता पे चढ़ाई कर रहे हैं
@sab_maya_hai__ Due to bribe in all govt sectors...
Infra tenders 30 to 40 percent commission
Bache hue 60 percent me kya hi banake dega.
Rashan me katauti
Jiska 5 kg hai usko 4 kg milega
Tranfer me bade adhikari ki boli lagti hai jila wise 2 cr 3 cr.
Jab itne deke ayega to dugne to bannega
@ojoshi04@kajal_jaihind Jis din arakshan jaisa abhishaap kham hoga,
Sab samaan adhikaro ke saath jeena seekh jayenge.
Hum sabko hi jaat me bandh kr barbaar kiya ja raha hai
Sabke liye ek kanoon aur ek hi shiksha🙏
@krraj_stylo@nakulvibhor Chalo chalte hain... Sab ki alag soch aur mudde hain, andolan sab apna matlab dekh kar karte hain ki kiss ko kaha fayda hai.
Waise to desh democratic hai magar puchne ka adhikaar nahi hai