@Abdullah_Sidhu1 Plzz bata dan agar 10 ka board ka paper aga hua ha to 12 ka board ka paper usi date par ho ga yani 18 sa start ho ga ya wo bhi aga hon gan because bise lahore par nhi ho rahe date sheet show
@Mnasirbuttt G biljul theek bat ha i hon na bht ganda result diya ha hum na itni mehnat ke the or ab apni kismat par itni rona a raha ha allah pucha in zalilon ko inhon na itna ganda marks diya ha
Doston ak request ha friday ko 1st year matlab hamara result a raha ha ha to plzzzz sab dua karna ka acha marks aya apni taraf sa to bht mehnat ke lakin baki jo khuda ko manzor ap sab bhi dua karna kya pata ap ke dua allah tala sun la or kisi ka bhala ho jaya🥺🥺🙏🏻
@geonews_urdu Bas is ka ilawa kar bhi kya sakta han mahngai itni kar de ha phir ijlas talab kar liya ha wah bhai wah bas sharam kar lo mehngai pichli hakomat par dal data ho ara bhai is ka ilawa kuch ata ha jo hota ha pochli hakomat na kiya wtf man IMF sa karza to pichli hakomat na nhi kiy tha
9th class or 11year k students ko b Same policy Di jay jo Matric or 12year waloon ko b Di gai h There shall be no discrimination in between Studnets #PassAllStudentsPakistan
@munibashakeel01 G chalayan gan jo log 10 sal sa jang lar kar afganistan ko fateh kar sakta han wo he chalaya gan or in videos ma kya rakha ha ap ko ase batan nhi karni chaheya jo dakho in ka khilaf boli ja raha ha sab sa acha decisions inhon na kiya han asa mat bolo bahana
@Khanji7863 Bhai mana ya kab kaha ha ka corona ha he nhi hama bhi pata ha ka corona ha lakin jis tareeka sa ya log mazak bana raha han wo sahi ap mara bajaya in ko sunaya mana asa to kuch nhi kaha ka crona ha he nhi hama bhi pata ha ha corona lakin ya jasa kar raha han wo galat ha
Ya kar raha ha hamara mulk tarake yar sharm karo gareeb ka he lahaz kar lo ab to mar kar sans lana ha kya ab tum logon sa phir behter pmln the kam sa kam kisi ghar ka 500 ma to guxara ho jata tha aram sa lakin ab 500 ma ak oil or chini he ati ha lanat ha yar dob kar mar jao
@AmmarImran1o 🤣🤣lakin yar pata jhi log kyun bhol jata ha ka in ka ghar bhi bap hota ha or bhai hota ha jab ap mardon ko galliyan data ho to zara sar ap apna bap bhai ko galliyan da raha hota ho asa he jab ap kisi ke maa bahan ko data ho to ap apna maa bahan ko galliyan da raha hota ho