@sonofmallah
एक अफसर की तानाशाही से कैसे घर उजाड़ दिए जा रहे है मेरे पत्र के माध्यम से सायद आपके पास पहुच सके।
आपसे निवेदन है कि दोषियों पर जरूर कार्यवाही करे
आपके राज्य की बेटी
नीतू
@narendramodi please sir humlogo ka help kariye mera ghar tod diya gaya or kitni bar mai tweet ki aapko par kuch uska nahi hun mai yek student hun sir ghar ke bina bahut muskil ho raha mera name nitoo kumari do/suresh chaudhari west champaran bihar thakraha blok new tolla belwari
Ghar par nahi thi jo kuch tha mera sab lekar chale gaye hur jagah ja rahi hun kahi mujhe insaf nahi mil raha hai is liye sir aapse ummeed kar rahi hun ki aap mujhe insaf dilayega please sir
@sudhirchaudhary sir mera help kariye kya aap log yek garib ka madad nahi kar sakte mai kataw visthapit hun or mai jis ghar me 30 varsho se rah rahe the use thakraha block ke co chandrashekhar tiwari daura jatyata karte huye tod diya gaya ye ghatna 3.2.2020 ka hai west champaarn
Bihar ka hai mera naam musmat akriti patni manoj chaudhari jo train se Axident 17 february 2013 ko mrityu ho gaya tha mai akeli kisi tarah gujar kar rahi thi lekin ye bhi yaha ke amiro ko dekha nahi gaya jo mera ghar ujar diya gaya or pura saman apne sath lekar ke chale gaye mai
@ZeeNews mera ghar is liye thakraha co daura gira diya gaya kyoki mai yek garib vyakti hoon or pura saman apne sath lekar chale gaye yek avaidhrup se Bewsayi karene wali subhash tiwari ko kabza karane hetu co Chandrasekhar tiwari jatyata karte huye gira diya gaya west champaran
@ZeeNews please sar humari help kariye kitane jagah Or har officer ke pass nyaay ki liye gaye par humare sath nyaay nahi hua mera naam suresh chaudhari hai mai yek garib aadmi hun jo katawbisthapit hun pichhale 25 year nawka tolla belwaripatti thakraha ki nivasi hoon mera ghar
@narendramodi garibo ko koi nahi hai sunane wala sab amiro ko sunte hai sar aapke pass mai patra ke madhyam se bheji thi par koi sunwaai nahi hua sar nitoo soni pita suresh chaudhari
@akshaykumar bihar west champaaran bettiha bagaha nitoo soni pita suresh chaudhari mera koi nahi soon raha hai sdm or co milkar kiye hai yek bevsayi jo gair kanuni dava bechata hai please sar humari madad kariye bahut ummeed hai aapse nitoo soni
@akshaykumar please sar humari madad kariye mai yek student hun or mera exam hone wala hai or mera ghar thakraha ke co chandrashekhar tiwari jatiyata karte huye gira diye or pura saman apne sath le gaye mai yek garib or chhote jati ke hai gram nauka tola belwaripatti bihar