@Armaan_c_das177 Bhai tu reddit se dekh kar aya hai na, false news hai trailer ane wala hai correct hai par kab aur usme kya dikhane Wale hai ye abhi disclose nahi hua
@aresthethird2 Rajamouli sir ki wife itna Rajamouli nahi karti hogi jitna tu karta hai ๐, btw no disrespect for Rajamouli sir but baki tere liye full disrespect hai
@SanatanEdge Tujhe bhi pata hai ki ye false news hai aur isne hi dhurandhar ko 2 star diye the aur bekar bola tha, aur movie ki first screening 27 ko Hai wo bhi sirf celebrities ke liye , to Namit iska fufa hai jo isko pehle film dhikha di