@rssurjewala@RahulGandhi@kharge Abhi tak purani aadat gayi nahi.. abhi v itna darr hain ki Rahul Ji ka naam pehle lena padta hain.. sayad aap bhul gaye hain ki Kharge ji congress ke president hain Rahul Ji nahi..
@AAPDelhi@dilipkpandey Ye sab batein chodiye .. janta ko Pata hain ki MCD ka ye haal kyun hain.. pehle aap ye batayein ki yamuna nadi ko kab saaf karwa rahe? Sharab ghotala, Sikhsha ghotala aur ab BUS ghotala, inka jawab dein pehle?
@news24tvchannel@Sandeep82550520@ssrajputINC @JhaJharaman2012 Jahan bhrastachar hoga uske khilaf hi desh ki janta khadi hogi.. ye rally mehangai ke khilaf nahi.. pariwarwad ko bachane ke liye hain.. par ab desh ki janta sath nahi degi..
@ArvindKejriwal Bhrastachar aur ghotale karke muft ki suvidha nahi chahiye janta ko.. aur na hi desh ko barbad karke muft ki suvidha chahiye.. muft ka parinam delhi ki janta Bhagat rahi hain.. Pathsala se Madhusala tak pahuncha diya hain janta ko.. Sharab ghotala aur ab sikha ghotala..
@news24tvchannel@kanhaiyakumar Modi Ji ko desh ka PM janta ne banaya hain Nehru Ji ne nahi.But Nehru ji desh ke pehle PM ke pasand the hi nahi,sabne sardar Patel ji ke naam ka samarthan Kiya tha.Wo PM sirf Gandhi Ji ke karan hi bane the warna Nehru ji kabhi PM nahi ban pate aur na hi pariwarwad ka janam hota..
@Saurabh_MLAgk Ye sab chodein aur siksha & sharab ghotale par jawab dein.divert nahi hone wali hain janta.Pathsala se Madhusala ke safar ka jawab dijiye.Apne sharab mafiya mitron ko jo fayda pahunchaya hain uska jawab Kaun dega?Classroom banane ke naam pe jo bhrastachar hua uska jawab dijiye?