@GyaanDuo Ye pehli baar to nhi hua hai ki kharab footage dikha ke aaplog ko chaukaya hi next time ... Koi apne 4000 Crore phoonk rha hai to apse aur merese jyada usko tension hoga
@SajinShrijith Arey sun na mat dekh ... Yahan ake ehsan mat kar ... Ki nahi dekhunga ... Aur nahi dekh rha hai na to movie ke baad youtubers ke review ke basis pe yahan ake kayi kayi mat Krna
@iabhi0717 Arey likhega wo .. his movie his money yahan hmlog 500 ka chanda dete hai to uska chalan lete hai ki dekho diya hai ... BC kuch bhi bake ja rhe ho
@MeetS33083@ugach_kahitarii Itni akal hoti to dikkat kya tha ... Abhi Valmiki ji ka naam upar likha hota to chadh jate arey valmiki ramayan mein ye nahi likha wo nahi likha shanti thodi hai inko ...