@pramod198813@hasanziaulhasan@surya_samajwadi To kya isse sawal nhi puchenge?? Wo krte h to ye bhi karenge aam janta bhi kare fir haina..sawal pucho hi mat yehi krte rahe wo krte the hum bhi karenge
@RubikaLiyaquat@MahuaMoitra Bhai tum dusri parties ko kyo idhar udhar kr rahi ho wo nhi bol rahi galat h.. jo gunge Bane baithe h sab galat h neta h wo apni roti ho sekhenge lekin tum to patrakar ho kya bjp ki dalali kr rahi ho ...kah gaye 2012 wale patrakar jo nirbhaya ke liye itne hosh se lade the
@yadavakhilesh Kannauj se hoon akhilesh ji apko hi vote diya tha ye soch ke ki shayad thoda badlaav aaya hoga sapa mein lekin aap ki sarkar mein fir gundagardi shuru ho gai.ab vote dena worthy nhi lagta ..janta ko marna hi h kisi ki bhi sarkar ho acha h Bina vote diye hi marr jaye
@Sudhir_fan_army @RahulGandhi Aap shayad bhul rahe h ki patrakar hain aap ....kya ek party ka gungaan kr rahe ho.....apna patrakarita karo sir sawal ko netao se janta ki behalf pr na ke bjp ka jaap karo
@ocjain4@nehafolksinger 4 saal mein kya kaam karke wapas kya experience hoga unke paas bhagwan ka kare war ho gai koi to..... Kyoo world ki 4 no. Army ko barbad karne pr tule huye ho....jab Indian army pehle se hi accha kr rahi h to amendment ki jarurat hi nhi thi