جماعت اسلامی سے ہزار اختلافات کے باوجود اج ان فرعونوں کے خلاف جماعت اسلامی نے سڑکوں پر نکل کر یہ ثابت کیا ہے ��ہ جماعت اسلامی عام پاکستانی اور غریب پاکستانی کے ساتھ کھڑی ہے۔میں بھی جماعت اسلامی کے اس مارچ میں شامل ہوں۔مظلوموں غریبوں نکلو ان فرعونوں کے خلاف
@Aadiiroy2 Mohsin Naqvi k bayan k Baad firoan speed ki kaanpain tang gaain.
Ab apnay puranay bachanay walon k mehlon k chakra lga raha.
Lakin Pakistan ki tabahi k zimaadar in firoano ka injaam bhayanak hoga
@hoorain_f 1 hay darama queen
Uskay aagay Hain extra fankaar
Drama queen apni makkari k jauhar dikhaati...extra fankaar apni film ko hit krwanay k liye ghulaamo ki trh jee hazoori krtay.
Ye hay Punjab
Jahan PERRA k ghunday, Punjab police k lutairay khul kr zlm krtay
Or maal bnatay
@AzharKhan Turkey ki awaam ko Kuch na ho
Saudia ki awaam ko Kuch na
Pakistan ki awaam pr to pichlay 4 Saal say bdtreen hamlay ho rahay. Bachay sisak rahay, burhay mar gay, Jawan BARBAAD ho gay..
Ink Sath Kon muaahida karay ga.
INHAIN kyun in khabeeson k agay daal diya gya
@Pmln125 Haan hum Pakistani Hain
Pakistan hamara hay
In firoano ka Pakistan say Kiya taaluq.
Inhon nay jb moqa mila.gardan shakanjay may aai seedha england.
Issi liye baray ganjay nay apnay 2 sapoot London may pakkay rakhay huway Hain.
@Sarfrazalipmln@SalmaButtPMLN Sab darama
Media publicity
Aaj bhe Punjab k Gali mohallon may..aam logon k liye. Ghareeb logon k liye. Bdtareen asyaa e khurd o nosh. Ghaleez tareen khanay sar e aam bike rahay
Wahan ye madam nhi pohnchti..kyun k ghareeb ki khoraak hay
@AthSal01 Syed badshah AP ko in firoano k Sath dekh kar puri Pakistani qoam ko bhttt dukh hota hay.
In ibleeson. Zalimon. Behroopiyon. Kizzabon k hisaar say nikalye
Ye Ghar k Ghar, bastiyan, ujaarnay walay firoan hain
@Eman_Ansar___ Field Marshal syed badshah jb iss firoan speed k Sath nazr aatay Hain to Dil khoon k ansoo rota hay.
Ye khandaan bhttt shaatir hay. Jb Mohsin Naqvi ka bayan aaya to in firoano ki saansain bnd ho gaain
Phr shaatir dimaagh nay field Marshal ko Sath Liya or doaray pr
@ZahoorBaig71 Firoan speed ko maloom hay k jitnay zulm or barbriat USS nay Pakistan ki awaam k Sath ki hay. Iska injam bhayanak Hoga.
Iss liye abhi say badshahon k Sath apnay muamlaat theek kr raha.
Pehlay bhe sheikh in firoano ko lay gay Thay. Ab bhe yehi Koshish hogi