@News18Bihar Mujhe samjh ni aata inke bche vi sarkari school me padhte hai jo frmn jari kr rha hai...es bewkuf ko school ka infrastructure, digital class, technical education, etc pr dhyn dena chaiye.....but study chorkr bki sab bakchodi krenge ye...
@NehaCha39905736@ShikhaYadav000 Madam apko law ki jankari nhi hai agr yhi husband krta to uski Naukri jati...inhone jo drowy case apne husband pe kiya hai usse uski Naukri jaa skti hai..kyuki govt job me ane se pehle self declaration form bhrna hota hai... double sadi ni kr skte..etc...
@varnikadubey@beingarun28 Mam ye sab bjp ka hi den hai jo hal central govt ne media ke sath center me kiya...usi ko state govt vi follow kr rhi hai...dono me koi antr nhi hai...sab ek hai....
@BJYAM11 Bhai desh sudhrna hai to pehle koi job lo government adhikari bno fir sudhr krke dikhao...mike lekr bhasn dene se son of bihar ni kehlaoge....u r civil engineer to bechre kmm kr rhe worker se sawal kroge, school me teacher se kroge...jkr sarkr neta tikdr mntri se krna Chahiye