Jo log chaand paise ke liye india chodh kar gaye unhe izzat se laya ja raha hai aur jisne india ke liye apna khoon pasina laga diya wo dar dar ki thokar kha kar paidal ja raha hai. Wah re mere india
Road par paidal jate bacho aur aurat ko dekh kar mann me yehi sawal aata hai ke bhagwan in par tho raham kar ye bechare ameero ke bahut mare huye hai ap tho in par apni daya banao.
Vote dale hum apna neta chune hum aur apni chalayega kaun wo chand log jo kuch hone nahi dete tho bhaiya sawal ye uthta hai ke hamari vote ki value hi kya rah gai jisse hum badi umeed se apna neta chuna tha.